सऊदी की बीच सड़क में लोहे के बेड में लिपटी प्रवासी की लाश से मचा हडकंप

Image
सऊदी अरब के अबह़ा क्षेत्र में बीच में लोहे के बेड पर लिपटी लाश से हर कोई हौरान हो रहा है. बताया जा रहा है की यह लाश किसी प्रवासी ड्राईवर की है.ख़लीज टाइम्स के मुताबिक, एक कंबल में लिपटे एक आदमी का मृत शरीर तब एक रस्सी से बंधे हुए लोहे के बिस्तर के फ्रेम से बंधे कल रात पाया गया था.इस भयानक मंज़र का विडियो सोशल मीडिया पर वायरल हो रहा है. सऊदी न्यूज़ वेबसाइट अल-सबक द्वारा सत्यापित सूत्रों के अनुसार, शरीर एक ऐसे व्यक्ति से संबंधित था जो अवैध रूप से क्षेत्र में रह रहा था. आधिकारिक सूत्रों ने अभी तक विचित्र घटना पर टिप्पणी नहीं की है.

padhiye barzakh ki zindagi

Asalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu
bismilla hirrahma nirraheem 
D) 4th Barzakh Me Nuqsaan:
– Qabr Me Mout Ke Farishtey Insan Se Sawal Karenge Aur Jo Shakhs Iska Jawab Nahi De Payega Farishtey Uss Se Bhi Puchenge – “Ke Sawal Ka Jawab Kyu Nahi De Paya”
*Tou Wo Shakhs Kahega – “Maine Na Quraan Padha Aur Na Iske Paigaam Ko Samjha”
*To Farishtey Ek Gaz (Lohe Ki Salaakh) Lekar Aayenge Aur Itney Jor Se Uskey Sir Par Marenge Ke Uska Sir Chura-Chura Ho Jayega ,.. Zameen Aur Aasman Me Jinn Aur Ins Chorkar Tamam Makhlooq Uski Takleef Bhari Cheekh Sunenge ,..
Aur Fir Sir Sabit Ho Jayega,, Fir Mara Jayega ,.. Qayamat Tak Ye Silsila Chalta Rahega ,…
*Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – “Kya Tumhe Bataau Ke Wo Gaz Kitni Wajni Hoti Hai ?
Ke Agar Koi Badey Pahaad Par Bhi Maar Di Jaaye, Tou Usey Reza-Reza Kar Degi ,.. (Yaani Particles Aur Atoms Me Tabdil Kar Degi)” Aur Agar Pahle Insan Se Lekar Aakhri Insan Tak ,
Aur Pahle Jinn Se Lakar Aakhri Jinn Sab Bhi Mil Jaye Tou Isey Hila Bhi Nahi Sakti Itni Vajni Hoti Hai Ye Ek Gaz ,..” – (Bukhari , Musnade Ahmad)
*Aur Sir Par Isliye Mara Jayega Kyunki Yahi Marqaz Tha Na Sikhney-Sikhane Ka Uska Istmal Na Kiya Isiliye ,..
* * * * * *
E) 5th Aakhirat Me: Andha Utahya Jayega :
Allah Rabbul Izzat Quraan Me Ek Jagah Farmata Hai –
 Al-Quran: “Jo Momin Quraan Nahi Padhega ! Qayamat Ke Roz Usey Andha Uathaya Jayega,..” – (Surah Taha: Ayat-124)
… Isiliye Har Haal Me Koshish Kiya Jaaye Quraan Ki Tilawat Aur Iskye Maney Mahfum Ka Muta’ala Karna ,.. Aur Agar Aisa Na Kiya Tou Qayamat Me Lazim Hai Ke Aisa Insan Andha Uthaya Jayega,.. Aur Lakho-Karodo Logo Me Ruswayi Hasil Hogi Aise Shakhs Ko Jo Allah Ke Qalaam Se Airaaz Karta Tha ,..

Comments

Popular posts from this blog

सऊदी की बीच सड़क में लोहे के बेड में लिपटी प्रवासी की लाश से मचा हडकंप

ख़ुरूज निहाई पर जाने से पहले करले ये दो काम वरना एयरपोर्ट से ही होना पद सकता है वापिस ...

सऊदी अरब ... फेसबुक whats app वगैरा पर ग़लत चीज़े भेजने या शेयर करने वाले ख़बरदार हो जाये सऊदी हुकूमत की बहुत खतरनाक चेतावनी